♪ Title : Shab E Hijar
♪ Vocalist : Nadeem Abbas
♪ Lyrics : Unknown & Nawab Muazzam Jaah Shaji
♪ Audio : Sufimusic Creation
♪ Production & Label : Sufimusic Creation
♪ Producer(BV) : Chaudhry Bilal
♪ Composition : Sufimusic Creation
#popular #music #sufimusiccreation #song #kalam Bilal Voice Creation Sufiana Kalam Lyrics This Kalam
نہ غرض کسی سے نہ واسطہ
مجھے کام اپنے ہی کام سے
تیرے ذکر سے تیری فکر سے
تیری یاد سے تیرے نام سے
دل کی دنیا کو جو برباد کیا کرتا ہے
اسی بے درد کو دل یاد کیا کرتا ہے
پوچھا جب زلف سے بیداد کیا کرتا ہے
جب کبھی ظلم وہ ایجاد کیا کرتا ہے
سب سے پہلے وہ مجھے یاد کیا کرتا ہے
شب ہجر وہ دم بہ دم یاد آئے
بہت یاد آ کر بھی کم یاد آئے
عدو ان کو بحر کرم یاد آئے
ستم آزمانے کو ہم یاد آئے
اک ایسا بھی گزرا ہے عالم کہ پہروں
نہ تم یاد آئے نہ ہم یاد آئے
زمانہ انہیں یاد کرتا ہے لیکن
انہیں یاد آئے تو ہم یاد آئے
شجیعؔ آج تنہا چمن میں گئے تھے
بہت ان کے نقشِ قدم یاد آئے
Na Gharz Kisi Sa Na Wasta
Mujhe Kaam –Apne Hi Kaam Se
Tairay Zikar Se Teri Fikar Se
Teri Yaad Se Tairay Naam Se
Dil Ki Duniya Ko Jo Barbaad Kya Karta Hai
Isi Be Dard Ko Dil Yaad Kya Karta Hai
Poocha Jab Zulff Se Beddad Kya Karta Hai
Jab Kabhi Zulm Woh Ijaad Kya Karta Hai
Sab Se Pehlay Woh Mujhe Yaad Kya Karta Hai
Shab Hijar Woh Dam Bah Dam Yaad Aaye
Bohat Yaad Aa Kar Bhi Kam Yaad Aaye
Ado Un Ko Behar Karam Yaad Aaye
Sitam Azmaane Ko Hum Yaad Aaye
Ik Aisa Bhi Guzra Hai Aalam Ke Pahron
Nah Tum Yaad Aaye Nah Hum Yaad Aaye
Zamana Inhen Yaad Karta Hai Lekin
Inhen Yaad Aaye To Hum Yaad Aaye
Shajae Aaj Tanha Chaman Main Gaye Thay
Bohat Un Ke Naqash-E Qadam Yaad Aaye
#sufikalam #superhitvideo
0 Comments